Tuesday, September 21, 2010

HINDUSTAN KHILTA HAI YAHAN...

Bombay to Mumbai
The first East Indian traders to
Maharastra Navnirman Sena
Nothing has really changed
Since the last 171 (British Raj) + 61 years (of independence)

Basta hai har Hindustan yahan
Kyunki Hindustan khilta hai yahan
Yeh saher na tumhara ya hamara hai
Yeh saher har Hindustani ka hai
Isi liye toh Hindustan khilta hai yahan

Known as the ‘Dream City’ of dreamers
Achievement, success and failures
Are always on the move to progress
While regression is the sign of one’s failures
The success stories have made the city envious to the world

Bhul dwesh aur jaat-paat ko
26 July ka sadma karta hai ek hum sab ko
Vatavaran shanti ka phir bhaata kyun nahin hum sab ko?
Kya farak hai hum Hindustaniyon aur Angrezon mein
Ghulam ban gaya hai har Hindustani Hindustan mein aaj

Chahe woh gulab ho ya phir chameli
Har phool sundarta ka ek pratik hai
Main tumse sundar hoon
Na kabhi karo iss baat ka ghumaan
Khilne do Hindustan ko ek sundar upvan mein

Hindustan khilta hai yahan
Hindustan khilta hai yahan
Kyunki Mumbai desh ki dhadkan hai
Mumbai har deshwasiyon ka sundar sapna hai
Aao sab mil kar iss upvan ko aur sundar evam shantipriya banayein

Johnny D
6th Feb 2008

No comments: